Eleart Pay

"AlertPay" Ek Online Bank Hai Jo Pakistan Ko Support Karta Hai,Ye 2009 Mein Establish Hua Aur Iska Office "Canada" Mein Hai...Bohat Si Companies Isko Support Karti Hain Aur Apne Members Ko Iske Zariye Paise Deti Hain...Yaad Rahe Ke Apko AlertPay Pe Account Banate Waqt "Personal Starter" Select Karna Hai,Coz Ye Bilkul Free Hai...
How Can Withdraw Money From "AlertPay"

Jb Apki Website Pe 2$ Jama Ho Jayen To Ap Inko AlertPay Pe Transfer Kar Sakte Hain,

Iske Ilawa Main Apko "AlertPay" Se Money Withdraw Karne Ke Tareeqe Batata Hn,Aur Wo Tareeqe Ye Hain..."AlerPay" Se Paise Nikalte Waqt Zaroori Hai Ke Apke AlertPay Account Mein 20$ Maujood Hon...

Step 1: WithDraw Via Cheque

AlerPay Ki Website Pe Ap WithDraw Via Cheque Select Karen,Aur Apni Maloomaat Darj Karen.15 se 20 Dinon Me Apka Cheque Apke Ghar Pe Hoga Iske Charges AlertPay Wale Apse 4$ Charge Karenge,Ap Is Cheque Ko Apne Bank Se Cash Karwa Sakte Hain,Lekin Yaad Rahe Iske Liye Apko "Standard Chartered" Bank Mein Apna Account Khulwana Hoga,Kiun Ke AlertPay Ke Cheque Is Hi Bank Me Cash Honge!!!!!!!!!

Step 2: WithDraw Via BankWire

AlerPay Ki Website Pe Ap WithDraw Via Wire Transer Select Karen,Aur Apne Account Ki Maloomaat Darj Karen,Iske Liye AlertPay Wale Apse 15$ Charge Karenge Aur Apke Account Me Paise 4 Se 5 Dino Mein Pohanch Jayenge...




How To Make An Account???

Neeche Diye Banner Pe Click Kar Ke Ap "AlertPay" Pe Apna Free Account Bana Sakte Hain!!!!!!